Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLeena Chandraavarkar
HomeLeena Chandraavarkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega jisse apni khabar na ho kisi ko kya samjhayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal na main koi suraj hoon jo apni roshani de doon na main koi suraj hoon jo apni roshani de doon na chand hoon main poonam ka gulshan ko taazgi de doon main aisa ek sitaara jo bin chamke jal jaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal hmm hmm hmm gar pyaar mein pagal ho kar mil jaaye pyaar ki manzil gar pyaar mein pagal ho kar mil jaaye pyaar ki manzil to main sabse keh doongi main pagal hoon main pagal main pagal hoon main pagal hoon pagal duniyaa ho jayegi jab dil se dil mil jaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega jisse apni khabar na ho wo kisi ko kya samjhayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal
raaton mein ho raaton mein raaton mein ho raaton mein phir neend kahan aati hai phir neend kahan aati hai jo lag jaati hai mehboob ki mehndi haathon mein ho raaton mein ho raaton mein ho raaton mein jin mein khili hum ban ke kaliyaan ye baabul ki galiyaan chhod ke inko bhoolega dil kaise ye rang raliyaan ye galiyaan jo yaad aati hain baras jaati hain ye aankhen barsaaton mein hoo raaton mein hoo ho hoo oo oo oo oo oo oo tum ko mubaarak din ye suhaana humko bhool na jaana hoo oo oo o sun shaadi ke baad saheli dil ka haal sunaana batlana kateen kaise raaten huyi haaye baaten kya pehli mulaaqaton mein hoo raaton mein saare rishte sachche jhoothe ek na ek din toote par in haathon se mehendi ka rang kabhi na chhoote kya baat hai allah duhaai nazar bhar aayi kyun teri baaton baaton mein hoo raaton mein phir neend kahaan aati hai mehboob ki mehndi haathon mein hoo raaton mein hoo raaton mein hoo raaton mein
hmm hmm hmm mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin maine jaane kya sun liya tune to kuchh kaha nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi tune dekha mujhe aise ke tabiyat machal gayi warna tere sar ki kasam aadmi main bura nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki haaye beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi chhoo liya kyun badan tera tauba kaisi khata huyi saari duniyaan mein koi mere laayak sazaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi besabab rooth kar tere maathe pe yun shikan padi mere mehboob ye teri berookhi hai adaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa mere dil ne jo maanga mil gaya mere dil ne jo maanga mil gaya maine jo kuchh bhi chaaha mil gaya kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan mere dil ne jo maanga mil gaya maine jo kuchh bhi chaaha mil gaya kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan munh chhupa kar gaya hai andhera mere jeevan kaa aaya savera munh chhupa kar gaya hai andhera mere jeevan kaa aaya savera aaj kadmon mein jhukne laga aasmaan aaj kadmon mein jhukne laga aasmaan kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan mere dil ne jo maanga mil gaya maine jo kuchh bhi chaaha mil gaya kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan dheere dheere mere sapne ik naya rang aankhon mein laaye meethe meethe koi nagmen dil ki veeran waadi mein gaaye dekhte dekhte kaisa badla samaan dekhte dekhte kaisa badla samaan kho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaan mere dil ne jo maanga mil gaya maine jo kuchh
haaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaaa haaaa haaaa hooooo hoooo hoooo hooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar samaa kitna pyaara hai haan sanam haan sanam haan sanam samaa se bhi pyaara hai kya sanam kya sanam kya sanam tumhara phool sa ye chehra dilnasheen chhodo hum jo bhi hain tum bhi to kam nahin mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar ye dil gungunaata hai kya sanam kya sanam kya sanam mere geet gaata hai haan sanam haan sanam haan sanam to chhodo ye adaa gale to milne do jaldi hai aisi kya ye din to dhalne do mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar yunhi door rehna hai naa sanam naa sanam naa sanam kahun jo bhi kehna hai haan sanam haan sanam haan sanam
mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi koi unmein bewafaa hoga koi unmein bewafaa hoga koi dhokha ho gaya hoga suna hai fasaane ko pata kya zamaane ko kisne ki berukhi mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ye ishaara kiss ki jaanib hai ye ishaara kiss ki jaanib hai dil humara jiss ki jaanib hai wo bhi ise jaana naa humen pehchaana naa baat kya logon ki mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi kisliye ye aag se darta hai kisliye ye aag se darta hai bach ke sholon se guzarta hai kaho dil deewane ko tere aashiyaane ko phoonkegi chaandani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi
mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na jaa na jaa na jaa na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa na aa na aa na aa na aaaaaa mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho oo ho oo ho oo ho aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho aa haa aa haa aa haa naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan jo badnaami ka dar tha to phir pyaar kyun kiya mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na ja na ja na ja na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein oo ho oo ho oo hoo kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein aa haa aa haa
o manchali kahaan chali o manchali kahaan chali dekh dekh dekh mujhse na sharmaa ek ek ek main hoon ek bhanwara hooo hooo hooo hoooo aur tu kali o manchali kahaan chali o manchali kahaan chali dekh dekh dekh mujhse na sharmaa ek ek ek main hoon ek bhanwara hmm hmmm hmmm hmmm aur tu kali o manchali kahaan chali o manchali kahaan chali honthon pe le ke tera naam aayi hai rang bhari shaam phoolon ke chhalke hain jaam bhanvron ne dil liye thaam aise mein hey hey hooooo hey hey hoooooo aise mein jod ke prem ki dori chakori o gori tu kahaan chali o manchali kahaan chali o manchali kahaan chali duniyaa se nahin darenge kab tak hum aahen bharenge aa jaa do baaten karenge chhup ke mulaaqaten karenge ye sach hai hey hey hooooo hey hey hooooo ye sach hai main hoon ek deewana ye maana naa jaana tu kahaan chali o manchali kahaan chali o manchali kahaan chali rutt aisi aayi huyi hai badli bhi chhaayi huyi hai tu kyun ghabraayi huyi hai mujh se sharmaayi huyi hai pyaar mein hey
peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain jaam badal jaate hain jaam badal jaate hain are kaam badal jaate hain logon ke naam badal jaate hain logon ke naam badal jaate hain peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain ye parwaana aye shamma mehmaan hai ik raat ka ye parwaana aye shamma mehmaan hai ik raat ka dil ki baaten chhed doon dar hai bas iss baat ka yahaan se wahaan tak jaane mein wahaan se yahaan tak aane mein log ye kehte hain ji log ye kehte hain ji band lifaafe mein bhi dil ke paigaam badal jaate hain peete peete are peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain do rukh har tasveer ke hairaan hoon main dekh ke hairaan hoon main dekh ke hai ik chehraa aur bhi chehre pe har ek ke chehre pe har ek ke nazar ko nazar jo aata hai farebi nazar kehlaata hai neend ke ik jhonke se neend ke ik jhonke se aankh ke iss dhoke se raam aur shaam badal jaate hain peete peete peete peete kabhi kabhi yun
rehne do rehne do rehne do rehne do rehne do gile shikwe chhodo bhi takraar ki baaten chhodo bhi takraar ki baaten jab tak fursat de ye zamaana kyun na karen hum pyaar ki baaten kehne do kehne do ek to der se ghar ko aana us par jhootha pyaar jataana dekho ab na chalega ha ha ab na chalega ek to hum kuchh der se aayen ek to hum kuchh der se aayen us par bhi aaram na paayen dil na jalega bolo dil na jalega jaao jaao behlate ho kyun humein baaton se kehne do kehne do rehne do gile shikwe chhodo bhi takraar ki baaten chhodo bhi takraar ki baaten jab tak fursat de ye zamaana kyun na karen hum pyaar ki baaten kehne do mujhe kehne do chori aana chori jaana apnon se hi raaz chhupana bolo dil na jalega bolo dil na jalega bolo maana ki matwala hoon main are maana ki matwala hoon main phir bhi tera rakhwala hoon main ye to chalega bolo ye to chalega tauba tauba chha jate ho aisi waisi baaton se kehne do kuchh to kehne do rehne do gile shikwe chhodo bhi takraar ki baaten
saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin yehi soch kar raat bhar main soyi nahin soyi nahin soyi nahin haan soyi nahin soyi nahin soyi nahin saare shaher mein haaa aaa aap sa haaa koi nahin koi nahin mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum thode se tum ho jhoothe aadmi par bahut khoob ho tum aye haseena badi khoobsurat hai tu haan aye haseena badi khoobsurat hai tu muskurati huyi koi murat hai tu main hoon yahaan aur tum ho wahaan o jaan e jaan khoye ho kahaan koi tumhaari cheez to khoyi nahin khoyi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain kitna bhi tum chhupaao afsaane bayaan ho rahe hain ishq karta hoon aashique mera naam hai ishq karta hoon aashique
tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya dharti kya sooraj chanda kya dharti kya sooraj chanda jag mohmaaya ka ek phanda main hoon seedha saadha banda jag choron ka hai dera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya apna aur kya begaana kya apna aur kya begaana jaan ke khaahe dhokha khaana jeevan hai bas aana jaana ek jogi ka hai phera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun
tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li bebas jiyara mod bebas jiyara mod akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage baandhi aisi door baandhi aisi door akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye akele ab to raha na jaaye akele
rok lo apni mast angdaayi donon aalam na toot jaayen kahin aasmaan ke haseen haathon se chaand suraj na chhoot jaayen kahin dil ne dil se na jaane kya kaha ooooo oooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe in bahaaron ne in bahaaron ne dulhan banaaya tujhe aur kirnon ka jewar pehnaaya tujhe saari kaliyon ne milkar sajaaya tujhe pyaar se humne jhula jhulaaya tujhe aaya mausam aaya mausam jawaan pyaar ka ooooo ooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe teri baahon ka teri baahon ka aisa sahaara mila jaise tufaan mein koi kinaara mila mere haathon ko daaman tumhaara mila jaise nadiya ko saagar ka dhaara mila dil khushi se dil khushi se machalne laga ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain
teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye ye dekh ke duniyaa waalon ke dil jal gaye jal gaye jal gaye jal gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye soona tha sansaar humara tune aan basaaya o shehzaadi tujhko paa kar maine sab kuchh paaya are soona tha sansaar humara tune aan basaaya o shehzaadi tujhko paa kar maine sab kuchh paaya mere khoye khoye sapne bhi dilbar aaj mil gaye mil gaye mil gaye mil gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye maine apne man mandir mein saajan tujhko basaaya tu mere nainon ka kaajal palkon beech sajaaya o maine apne man mandir mein saajan tujhko basaaya tu mere nainon ka kaajal palkon beech sajaaya teri meethi meethi baaton pe hum to haaye loot gaye loot gaye loot gaye loot gaye ye dekh ke duniyaa waalon ke dil jal gaye jal gaye jal
teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool mubarak saalgirah mubarak saalgirah ooooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool saal ye guzre hanste hanste nache jhoome bawan hafte khushiyaan tere paaon ko choomein gali gali aur raste raste phir se isi din aate baras ko khile naya ek phool mubarak saalgirah hooooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool hooo hooo hooo hooooo nanhi munni behna pyaari tujh par jaaun wari wari jab tak chamke chaand sitare bani rahe ye preet humari isi tarah har saal saal ko khile pyaar ke phool hoooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool mubarak saalgirah
ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum aankhon mein jo aansu bhare hain honthon se apne main inhen chheen lunga raahon mein jo kaante bichhe hain palkon se apni main inhen been lunga meri preet ye jaan le itna sach maan le harenge ghum jeetenge hum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum moti abhi lutaye hain tune zara muskurake tum kaliyan luta do jisko kabhi ghum na mila ho uss aadmi ka tum pata to bata do mere yaar kuchh to kaho zalim ab to hanso mar jaunga tumhari kasam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam
zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai ho ja ho ja ae dil kisi ka ho ja kisi ka ho ja jahaan bhi dekhe aankh ki masti kho jaa nadaan kho jaa hai pyaar ki fursat kitni bas raat jawaan hai jitni ho ho ho ho oo oo ho akele tumho akele tumho akele hum akele hum hain baant na len kyun aapas mein jo dard jigar mein hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan dil ki main na jaanu pad na gayi hon aankh kisi qatil ki main na jaanu jab chal jaata hai jaadu phir dil par kaisa kaabu ho ho ho ho oo ho ho akele tumho akele tum akele hum akele hum hain honton par bhi le aao jo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main To Ek Pagal Anhonee (1973) 03:25 12686
 
Poster of Anhonee (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:25   Song Number : 12686   

Mehboob Ki Mehndi Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:30 36015
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:30   Song Number : 36015   

Mere Deewanepan Ki Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:09 13700
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:09   Song Number : 13700   

Mere Dil Ne Jo Maanga Rakhwala (1971) 04:25 14057
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:25   Song Number : 14057   

Mere Pyase Mann Ki Bahaar Honeymoon (1973) 05:13 13341
 
Poster of Honeymoon (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:13   Song Number : 13341   

Mile Kahin Do Ajnabi Manchali (1973) 05:13 20964
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 20964   

Mujhko Thand Lag Rahi Main Sundar Hoon (1971) 05:08 13659
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:08   Song Number : 13659   

O Manchali Kahaan Chali Manchali (1973) 05:31 13676
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:31   Song Number : 13676   

Peete Peete Kabhi Kabhi Bairaag (1976) 05:11 12285
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:11   Song Number : 12285   

Rehne Do Gile Shikwe Rakhwala (1971) 03:16 19188
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:16   Song Number : 19188   

Saare Shaher Mein Bairaag (1976) 05:08 21190
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 21190   

Tan Mann Dhan Sab Hai Manchali (1973) 04:22 13678
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:22   Song Number : 13678   

Tanhaayi Mein Dil Jawab (1970) 04:14 19113
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:14   Song Number : 19113   

Tere Nain Mere Nain Rakhwala (1971) 05:16 39971
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:16   Song Number : 39971   

Teri Neeli Neeli Aankhon Jane Anjane (1971) 05:05 13418
 
Poster of Jane Anjane (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:05   Song Number : 13418   

Teri Umar Ki Phulwari Rakhwala (1971) 03:50 32486
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 03:50   Song Number : 32486   

Ye To Zindagi Hai Qaid (1975) 04:10 37805
 
Poster of Qaid (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Nitin Mangesh
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:10   Song Number : 37805   

Zindagi Wo Kya Jawab (1970) 03:15 13428
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:15   Song Number : 13428   
Karaoke Songs of Leena Chandraavarkar, Sad Songs of Leena Chandraavarkar, Love Songs of Leena Chandraavarkar, Dance Songs of Leena Chandraavarkar, Hip-hop songs of Leena Chandraavarkar, Best songs of Leena Chandraavarkar, Super hit songs of Leena Chandraavarkar, hit songs of Leena Chandraavarkar, duet songs of Leena Chandraavarkar, solo songs of Leena Chandraavarkar, old songs of Leena Chandraavarkar, famous songs of Leena Chandraavarkar, Hindi Karaoke Songs of Leena Chandraavarkar, Hindi Sad Songs of Leena Chandraavarkar, Hindi Love Songs of Leena Chandraavarkar, Hindi Dance Songs of Leena Chandraavarkar, Hindi Hip-hop songs of Leena Chandraavarkar, best Hindi songs of Leena Chandraavarkar, super hit Hindi songs of Leena Chandraavarkar, hit Hindi songs of Leena Chandraavarkar, duet Hindi songs of Leena Chandraavarkar, solo Hindi songs of Leena Chandraavarkar, old Hindi songs of Leena Chandraavarkar, famous Hindi songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Sad Songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Love Songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Dance Songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Hip-hop songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Best songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along Super hit songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along hit songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along duet songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along solo songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along old songs of Leena Chandraavarkar, Sing Along famous songs of Leena Chandraavarkar